Showing posts with label Naats. Show all posts
Showing posts with label Naats. Show all posts

An Nabi Sallu Alaih Naat Lyrics


A beautiful lyrics of Full Naat An Nabi Sallu Alaih, Most popular An Nabi Sallu Alaih Naat Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat An Nabi Sallu Alaih online.

An Nabi Sallu Alaih Naat Lyrics


Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih

An Nabi Ya Halireen – Iilamoo Ilmal Yaqeen – Anna Rabbal Aalameen Wa Rala Salla Alaih

An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Kaabe Ke Badrud Duja – Thum Pe Karodon Durood

Tayba Ke Shamsud Duha – Thum Pe Karodon Durood

Shafiye Roze Jaza – Thum Pe Karodon Durood – Dafiye Jumla Bala Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Ya Man Halar – An Nabi Khairul Bashar – Man Lahu Shaqqul Qamar –
Wa Nazil Sallim Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Dil Karo Thandha Mera Wo – Kafe Pa Chaand Sa – Seene Pe Rakdho Zara –
Thum Pe Karodon Durood

Zaat Hui Intikhab – Wasf Hue La Jawab – Naam Hua Mustafa – Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhakal Uroos – Dhikruhu Yuhyin Nufoos – An Nasaara Wal Majoos –
Aslamoo Ala Yadaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Be Hunar Be Tameez – Kiske Hue Hain Azeez – Ik Thumare Siwa – Thum Pe Karodon Durood
Aas Hai Koi Na Paas – Ik Thumaari Hai Aas – Bas Hai Yahin Aasra – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Seena Ke Hai Daag Daag – Kehdo Karen Baag Baag – Tayba Se Aake Saba –
Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabiyyul Mustafa – Ibn Zamzam Was Safa – Man Taa’la Sharafa – Kulluhum Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
An Nabiyyul Mujtafa – An Nabi Saakin Quba – Hubbuhu Li Madhaba – Rabbana Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Thum Se Jahan Ka Nizaam – Thum Pe Karodon Durood
Thum Pe Karodon Sana – Thum Pe Karodon Durood
Thum Ho Jawado Kareem – Thum Ho Rawoofo Raheem
Bheek Ho Data Ataa – Thum Pe Karodon Durood
Khalq Ke Haakim Ho Thum – Rizq Ke Qaasim Ho Thum
Thum Se Mila Jo Mila – - Thum Pe Karodon Durood
Nafii Wo Dafii Ho Thum – Shaafii Wo Rafii Ho Thum
Thum Se Bas Afzon Khuda – - Thum Pe Karodon Durood
Shaafee Wo Naafee Ho Thum – Kaafee Wo Daafee Ho Thum
Dard Ko Kardo Dawa – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Barse Karam Ki Bharan – Bhoole Niam Ke Chaman
Aysi Chala Do Hawa – Thum Pe Karodon Durood
Kiyoon Kahoon Be Kas Hun Main – Kiyoon Kahoon Be Bas Hun Main
Thum Ho Main Thum Pe Fida – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhaakal Maleeh – Qawaluhu Qawlu Saheeh – Wal Quran Shaiun Faseeh – Alladee Unzil Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Karke Thumare Gunaah – Maanghe Thumaari Panaa
Thum Kaho Daaman Men Aa – Thum Pe Karodon Durood
Ham Ne Khata Men Na Ki – Thum Ne Ataa Men Na Ki
Koi Kamee Sarwara – Thum Pe Karodon Durood
Aankh Ata Keejiye – Us Men Ziya Deejiye – Jalwa Qareeb Aagaya- Thum Pe Karodon Durood
Kaam Oh Le Leejiye – Thumko Jo Raazee Kare – Theek Ho Naame Raza-
Thum Pe Karodon Durood
Wal Hasan Thummal Husain – Lin Nabi Raihaanatain – Fathima Qurrathu Ayn –
Jadduhum Sallo Alaih
An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2)
Ye Ubaid Adna Ghulam – Tera Hai Khairul Anam – Waqt Midhat Keliye – Is Ki Ho Umr Tamam

Amina Bibi ke Gulshan Mein Naat Lyrics


A beautiful lyrics of Naat Amina Bibi ke Gulshan Mein, Most popular Amina Bibi ke Gulshan Mein Naat Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Amina Bibi ke Gulshan Mein online.

Amina Bibi ke Gulshan Mein Lyrics


Amina bibi keh gulshan mein, aa’i hai thaza bahaar
Parthay hai Sallallahu wasallam, aaj dar-o-deewar
Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu
Allah Allah Allahu, la illaha illahu

Baarah Rabbi ul awwal ko, aayah duur-e-yateem
Maah-e-nabuwwat mehr-e-risalat, saahib-e-khulq-e-azeem
Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu
Allah Allah Allahu, la illaha illahu

Hamid-o-Mahmood aur Muhammad , dow jaag ka sardaar
Jaan seh hi pyaara raj dulaara, rahmat ka sarkaar
Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu
Allah Allah Allahu, la illaha illahu

Yasin, Ta Ha, kamli waala, Qur’an kii tafseer
Hazir-o-Nazir shahid-o-qaasiim, aaya sirajum munir
Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu
Allah Allah Allahu, la illaha illahu

Allah Kare Ke Ho Jaye Naat Lyrics


A beautiful lyrics of Naat Allah Kare Ke Ho Jaye, Most popular Allah Kare Ke Ho Jaye Naat Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah Kare Ke Ho Jaye online.

Allah Kare Ke Ho Jaye Lyrics


Allah kare ke ho jaaye guzar Taiba ki galliyon se.
Main saari zindagi kar doon bassar Taiba ki galliyon mein.

Hua jo Aamina Bi ki goad mein Tera zahoor Aaqa.
Khud Jibriel ne yeh di khabbar Taiba ki galliyon mein.

Jo dekha Gumbad-e-khadra ke saaye mein kharre ho kar.
Jamaal-e-Mustafa aaya nazar Taiba ki galliyon mein.

Tere Darbaar ka darba banoo main bhi kabhi Aaqa.
Mere Dilbar mujhe bhi ho fakhar Taiba ki galliyon mein.

Hawaaein rehmaton ki wahaan subho o shaam chalti hain.
Barasta noor hai sham o sahar Taiba ki galliyon mein.

Tere dar ke galli kooche jo palkhon par uthaoon main.
Meri saari guzar jaaye ummar Taiba ki galliyon mein.

Jo tukre ho gaya tha mere Aaqa ke ishaare par.
najdi tum ne nahi dekha qamar Taiba ki Galliyon mein.

Du’a Rabb se yeh karta hoon subho se shaam ro ro kar.
Ali Akbar, teri bhi ho qabar Taiba ki Galliyon mein.

Allah kare ke ho jaaye guzar Taiba ki galliyon se.
Main saari zindagi kar doon bassar Taiba ki galliyon mein.

Allah Hu Akbar Naat Lyrics


A beautiful lyrics of Naat Allah Hu Akbar, Most popular Allah Hu Akbar Naat Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah Hu Akbar online.

Allah Hu Akbar Naat Lyrics


Madine ki Azmath Madine ke jalwe
Madine ke charche Madine ka manzar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine ki baatein Madine ki raatein
Yahaan to rahte hain mere payambar
Jo hai saare aalam ke Sarwar
Isliye hai Taiba kitna munnawar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Kitna hai pyara pyara Madina
Ise Rab ne kitna sawara
Madine ki azmath ke mai sadqe jawaan
Isme rahte hai mere payambar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine ka wo pyara manzar
Waha ke phool aur wahaan ke kankar
Wahaan ka farsh aur minar-e-anwar
Aur waha ka Mihrab-o-Mimbar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Na koi zar hai
Na koi par hai
chala bhi jaata nahi hai mujh se
Phir aa’un kaise tumhare Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Gumbade Khizra ke pyare nazare
Wahaan ki galiyaan wahaan ke raste
Wahaan ki diwarein wahaan ke jalwe
Aur wo sunehra Rauda-e-Anwar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine jaakar sar ko jhuka kar
Karunga arz mai ae mere Sarwar
Maaf kardo ise Shafi-e-mahshar
Yehi pe rakhlo mujh ko Apne Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Bulwalo AQA jaber ko Dar par
Iski jaan jaae tumhare Dar par
Qatema ho iska eman par
Hotaun pe ho bas AllahuAkbar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja , Most popular Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja online.

Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja Lyrics


Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu..

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Sada rehndi nai jawani, ey te dunya ay faani.. X2
Faani dunya nu kalma, parhaye jaa..

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Dunya ke dhande chorr, Rabb se tu naata jorr.. X2
Honton pe hai Allah Allah, dil mein chupa hai chor.. X2

Aisi baatein na tu kar, sunta ja oh bekhabar.. X2
Sachi baat, tu sab ko sunaye jaa.. X2

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Adha kilo jo aik bakri ziba ki.. X2
Saath Nabi ke saari fauj khaane aayi thi.. X2
Hue Jaber hairan, diya Aaqa ne farma.. X2
Khaana khatm na hoga, khilaye ja.. X2

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Mere pyaare Aaqa, iss dunya mein aaye hain.. X2
Andheron mein roshni, woh paida karna aaye hain.. X2
Pyaare Aaqa ne farmaya, kufr khatm hoga saara.. X2
Naara haq wala, hardam tu lagaye jaa..

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Amma Halima, jab Makkah mein aayee thi.. X2
Har darwaze, nah nah ki awaaz aayi thi.. X2
Bibi Amina farmaya, pareshan nai hona.. X2
Saada Sohna hunn karam kamayega..

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Allah hu da wird har koi pakaunda ay.. X2
Ya Rasool Llah da naara, koi koi launda ay.. X2
Bolo naraey risalat, bolo naraey risalat.. X2
Naara laake tu najdi bhagaaye jaa..

Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..
Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.
Allah hu se qalb jagaye jaa..

Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu..

Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho, Most popular Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho online.

Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Lyrics


Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho

Qalb Ko Us Ki Royet ki Hey Arzoo
Jis ka Jalwa Hey Alam Hey Har Char Soo

Balky Khud Nafs Mey Hey Wo Subhana Ho
Arsh Par Hey Magar Arsh Par Hey Magar Arsh Ko Justajo

Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho

Arsh O Farsh O Zaman O Dehaq Aey Khuda
Jis Taraf Dekhta Hoon Hey Jalwa Tera
Zary Zary Ki Ankhon Mey Tu He Ziya
Qatry Qatry Ki Tu He Tu Hey Abroo

Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho

Tu Kise jaan ki Aur Harja Hey Tu
Tu Munaza Muqam Sey Mubala Rasool

Ilmo Qudrat Sey Har Jaah He Tu Ku Ba Ku
Tery Jalway Hein Har Har Jaga Aey Haku

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Naghma San Jany Gulshan Mey Charcha Tera
Jab Chay Zikry Haq Key Hein Subho Masan

Apni Apni Chahat Apni Apni Sada
Sab Ka Matlab Hey Wahid Key Wahid Hey Tu

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Ta Hera Mey Jina Mey Teri Guftagu
Geet Tery He Gaty Hein Wo Khus Gloo

Koi Kehta Hey Haq Koi Kehta Hey Hu
Aur Sab Kehty Hein la Sharkala Hu

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Khawab e Noori Key Aay Jo Noor e Khuda
?? e Noor Hoo Apna Zulm O Kada

jag Maga Uthy Dil Chera Ho Purziya
Noorion Ki Tarhan Shabn Ho Zikar Hu

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu
Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Allah Da Karam Hoya Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Allah Da Karam Hoya, Most popular Allah Da Karam Hoya Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah Da Karam Hoya online.

Allah Da Karam Hoya Lyrics


Allah da karam hoya,
Sohna duniya te aaya eh,
Aamina da Chan tak ke,
Eh chan sharmaaye eh,

Allah da habeeb aaya,
Rukh phir gaye khizaawaan de,
Rehmat payi bardi eh,
Rukh dasde hawawaan de,

Allah da karaam hoya,
Badal noor da chaa gaya eh,
Allah da o yaar sohna,
Aaj duniya te aagaaya eh,

Allah da habeeb aaya,
Wekho ka’be wee phir gaye ne,
Pathran wi parhe kalme,
Bu’t qadman vich gir gaaye ne,

Allah da habeeb aya,
Eho wajde paye naare ne,
Rab wee darood parhda,
Naale noori wee sare ne,

Allah da habeeb aaya,
Phul khirre ne ghulaab jaye,
Sohna a churra lesi,
Gunahgaar Shahaab jaaye,

Allah da karam hoya,
Sohna duniya te aaya eh,
Aamina da Chan tak ke,
Eh chan sharmaaye eh,

Allah Allah Kariye Ta Gal Bandi Ay Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Allah Allah Kariye Ta Gal Bandi Ay, Most popular Allah Allah Kariye Ta Gal Bandi Ay Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Allah Allah Kariye Ta Gal Bandi Ay  online.

Allah Allah Kariye Ta Gal Bandi Ay Lyrics


Allah Allah kariye taan gall bann di ay
Kaamil Murshid pharriye taan gall bann di ay

Allahu diyan zarban laa ke seene te
Seena roshan kariye taan gall bann di ay

Aqalmanda nu puthiyan sochan le dubbiyan
Murshid de sang challiye, taan gall bann di aye

Murshid da kamm haq de raste paa dena
Pair sambhal ke dhariye, taan gall bann di ay

Dil wich naqsh bitha ke sohne Murshid da
Murshid murshid kariye taan gall bann di ay

Apna aap mitta ke milye murshid nu
Marran ton pehlaan marriye, taan gall bann di ay

Sirr nazrana kariye sirr de saiyeen ton
Naa de ehna te marriye, taan gall bann di ay

Allah Allah kariye taan gall bann di ay
Kaamil Murshid pharriye taan gall bann di ay

Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah, Most popular Naat Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah Lyrics, Now you can download Lyrics of Naat Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah online.

Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah Lyrics


Aks-E-Rab-E-Zuljalal Allah Hi Allah
Amma amina day laal allah hi allah

Ummati nuun jaduun koii gham oanday nay
Mayray aqa madinay tarrap jaanday nay
Sun-day sab di kissay da ni dil ttaawan-day
Mayri sarkar sab da pala chaawan-day
Kinnay aqa lajpaal allah hi allah

Jag tuun wakhhraa maza aqa day pyaar da
Lamha lamha karam wajaan he maar da
Khhulla rehnda sada booha sarkar da
Oas darbar tay har gunahgar da
Poora hunda ay sawaal allah hi allah

Jayrra mahboob koii iradah karay
Oas waylay khuda oa nuun poora karay
Jiss tuun khaliq kadi wi na parda karay
Jiss nuun kaba e alam wi sajda karay
Shaan sohnay da kamaal allah hi allah

Ghar sajaanday nay aqa diyaan mehfilaan
Ddayray laandiyaan nay rab diyaan rahmataan
Oaday ghar wich sada rehndiyaan barkataan
Duur ho jaandiyaan sariyaan ghurbataan
Banda rehnda khush haal allah hi allah

Peda jiss thhaan huay o makaan saj gya
Aap a-ay zameen aasmaan saj gya
Saari mehfil saji naat khawaan saj gya
Nuur day naal saara jahaan saj gya
Waah husn o jamaal allah hi allah

Akhiyan Vich Sohne Mahi Di Naat Lyrics


A beautiful lyrics of naat Akhiyan Vich Sohne Mahi Di, Most popular Naat Akhiyan Vich Sohne Mahi Di Lyrics, now you can download Lyrics of Naat Akhiyan Vich Sohne Mahi Di online.

Akhiyan Vich Sohne Mahi Di Lyrics


Akhiyan vich sohne mahi dee tasveer sajayi phirna aa
kee jaanan duniya dil vich main kee dard lukaee phirna aa

tere naa di maala gal paake saare jag diyan khushia thukraa ke
jera dard ditta teri furqat ne seene naal lai phirna aa

akhiyan vich sohne mahi dee tasveer sajayi phirna aa
kee jaanan duniya dil vich main kee dard lukaee phirna aa

tera naam ziyarat thakda nahi kisse ghair valley main takda nahi
jis din dee khaak madine di akhiyan vich paai phirna aa

akhiyan vich sohne mahi dee tasveer sajayi phirna aa
kee jaanan duniya dil vich main kee dard lukaee phirna aa

koi oganhaar nai mere jeya koi parda posh nai tere jeya
aese lai teri rahmat te umeed lagaai phirna aa

kee jaanan duniya dil vich main kee dard lukaee phirna aa
akhiyan vich sohne mahi dee tasveer sajayi phirna aa

sanu murshid kamil mil gaya ae sada khul gaya buha dil da ae
mainu kalmah parhan da das ke te insaan banaya murshid ne

kinna murshid da ehsaan hoya dil da pura arman hoya
meri ungli pakarr ke jis wele meinu naal chalaya murshid ne

sach kehnda han dandi maarda nai main tan hor kise kam kaar da nai
dewan peer/murshid/sohne da hoka gali gali jis kam murshid meinu laa chaddeya

Aj Sik Mitran Di Wadheri Aye Naat Lyrics


A beautiful Lyrics of Naat Aj Sik Mitran Di Wadheri Aye, Most popular Naat Aj Sik Mitran Di Wadheri Aye Lyrics, now you can download Lyrics of Naat Aj Sik Mitran Di Wadheri Aye online.

Aj Sik Mitran Di Wadheri Aye Lyrics



Ajj sik mitraan di wadheri aey
Keyoon dilrhii udaas gharii aey
Loon loon wich showq changerii aey
Ajj nennan laayaan keyon jarhyaan

Mukh chand badar sha’shaanii aey
Mathey chankey laat nooraanii aey
Kaalii zulf te akh mastaanii aey
Makhmoor akheen han mad bharyaan

Is soorat noon main jaan aakhaan
Jaanaan kih jaan-e-jahaan aakhaan
Sach aakhaan te rab de main shaan aakhaan
Jis shaan theen shaanaan sab banyaan

Aehaa soorat shaalaa pesh-e-nazar
Rahey waqt-e-naz’a te roz-e-hashar
Wich qabar de pul theen jad hosii quzar
Sab khotiyaan thiisan tadh kharyaan

Laaho mukh theen mukhttat burde Yaman
Man bhaanwrii jhalak dekhaa’o sajan
Ohaa mithiyaan gaaleen alaao mithan
Jo hamraa waadii san karyaan

Aenaan sikhdiyaan te kurlandiyaan te
Lakh waarii sadqey jandiyaan te
Aenaan burdiyaan muft wekaandiyan te
Shaalaa wat wi aawan oh gharhyaan

Subhan’Allah maa ajmalaka
Maa ahsanaka maa akmalaka
Kithey Mehr Ali kithey terii sanaa
gustakh akheen kithey jaa larhyaan

Ahlan Wa Sahlan Marhaba Naat Lyrics


A beautiful Lyrics of Naat Ahlan wa Sahlan Marhaba, Most popular Naat Ahlan wa Sahlan Marhaba Lyrics, now you can download Lyrics of Naat Ahlan wa Sahlan Marhaba online.

Ahlan wa Sahlan Marhaba Lyrics


Ahlan wa Sahlan Marhaba
Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) (x3)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) X2

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Khush Amedid (x6), Sat Bismillah Ji ayanu (x3)

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Sarkar ki Amad hai x2, Lajbal ki Amad, Mantar ki Amad hai x2, Lajbal ki Amad hai, Taha ki Amad hai, Yaseen ki Amad hai, Sarkar ki amad hai

Sab khushiyaan manao Yaroo, Sarkar ki Amad hai x2, Sab khushiyaan manao yaroo,

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Je koi sarda ey, oh sar jawey, oh sar jawey lakh wari x2

Tussi Aqa (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de mehfoæ te jhandiyaan we lagao yaroo. X2

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Sab khushiyaan manao Yaroo, Sarkar ki Amad hai x2, Sab khushiyaan manao yaroo,

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Sarkar ki mehfil hai, Sarkar jii awan gey x2, Sarkar de rasteyaan wich palkhan we wichao yaroo, Aqa de rasteyaan wich palkhan we wichao yaroo x2,

Sarkar ki Amad hai, Lajbal ki Amad hai, Sab khushiyaan manao Yaroo.

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Koi Shikr te bid’at nei, bekhof(e) zarho ke x2, Yaroo nara Risallat da wajh wajh ke lagago Yaroo. Tussi nara Risallat da x2, wajh wajh ke lagao yaroo.

Sarkar ki Amad hai x2, Sab khushiyaan manao yaroo.

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Dozhakh nu lagdi(e) kheyrat madiney wichun, x3,
Aqa (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de mangteyaan nu x3
kissi shey de kami yaroo x2.

Aqa (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de mangteyaan nu x3
Sohney (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de mangteyaan nu,
kissi shey de kami yaroo.

Sarkar ki Amad hai x2,
Lajbal ki Amad hai, Sab khushiyaan manao Yaroo,

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) x2
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Phir Yare Sahab de thor wi nei reh saktdi x2,
Aqa (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de azmat toun x2,
ghar bar lutao yaroo,
Aqa (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) de azmat toun x2,
Sohney de azmat toun x2,
ghar bar lutao yaroo,

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) x2
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Sarkar ki Amad hai x2,
Lajbal ki Amad hai, Mantar ki Amad hai, Sab khushiyaan manao Yaroo,

Ahlan wa Sahlan Marhaba X3

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) x2
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)

Khush Amedid (x6),

Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam)
Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) x2

Sarkar ki Amad hai sab khushiyaan mano yaroo.

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Naat Lyrics


A beautiful Lyrics of Naat Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai, Most popular Naat Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics, now you can download Lyrics of Naat Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei Usay chahay jisko, Khuda chahta hei online.

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics


Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei
Usay chahay jisko, Khuda chahta hei

Durood un pe bhejo, salaam un pey bhejo
Khuda ki kasam yeh khuda chahta hai.

Khuda ki raza, Mustafa chahtey hain,
Khuda Mustafa ki, raza chahta hai.

Fakiroon kay malja, yeh mangta tumhara
Madinay main thori sija chahta hei.

Banaley mujhey apna mehman Aaqa
Yeh har aik shaho gada chahta hai.

Karey khuld hasil Habib e Khuda ka,
Jo insaan kurbe Khuda chahta hai

Agar koi apna bhala chahta hai
Usey chahi jisko, Khuda chahta hai

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat Na Ho Aram Jis Bimar Ko Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat Na Ho Aram Jis Bimar Ko, now you can listen to or download naat in mp3 format online.

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Naat Mp3 Download:


Na Ho Aram Jis Bimar Ko - Owais Raza Qadri

Lab Pe Sallay Ala Ke Taranay Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat Lab Pe Sallay Ala Ke Taranay Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat Lab Pe Sallay Ala Ke Taranay, now you can listen to or download naat in mp3 format online.

Lab Pe Sallay Ala Ke Taranay Naat Mp3 Download:


Lab Pe Sallay Ala Ke Taranay - Owais Raza Qadri

La Ilaha IllAllah by Owais Raza Qadri Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat La Ilaha IllAllah by Owais Raza Qadri Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat La Ilaha IllAllah by Owais Raza Qadri, now you can listen to or download naat in mp3 format online.

La Ilaha IllAllah by Owais Raza Qadri Naat Mp3 Download:


La Ilaha IllAllah by Owais Raza Qadri

Khair-ul-Bashar Par Lakhon Salam Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat Khair-ul-Bashar Par Lakhon Salam Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat Khair-ul-Bashar Par Lakhon Salam , now you can listen to or download naat in mp3 format online.

Khair-ul-Bashar Par Lakhon Salam Naat Mp3 Download:


Khair-ul-Bashar Par Lakhon Salam

Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahi Hai Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahi Hai Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahi Hai, now you can listen to or download naat in mp3 format online.

Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahi Hai Naat Mp3 Download:


Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahi Hai

Allah Nabi Da Naam Laiye Naat Mp3 Download


Listen to a Beautiful Naat Allah Nabi Da Naam Laiye Naat Mp3 Download. Owais Raza Qadri has a great voice and style, His most popular Naat Allah Nabi Da Naam Laiye, now you can listen to or download naat in mp3 format online.

Allah Nabi Da Naam Laiye Naat Mp3 Download:


Allah Nabi Da Naam Laiye