Aye Ishq-E-Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana Lyrics

Aye Ishq-E-Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana By Fasihuddin Suhrawardi Lyrics and Video.

VIDEO: - Aye Ishq-E-Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana By Fasihuddin Suhrawardi


Aye Ishq-E-Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana Lyrics


Aey ishq-e-Nabi meray dil mein bhi sama jaana
Mujh ko bhi Muhammad ka deewanah bana jaana

Jo rang keh Jaami par Rumi peh charhaya thaa
Lag da ey huney eytay Sarkar ney awna ey

Uss rang ki kuch rangath mujh peh bhi charhaa jaana
Qudrat ki nighahein bhi jis chehrey ko takthi hein

Uss chehra-e-anwar ka deedar karaa jaana
Jis khwaab mein ho jaeey deedar Nabi haasil

Aey ishq kabhi mujh ko woh neend sulaa jaana
Deedar-e-Muhammad ki hasrat tho rahe baaqi

Juz iss key har ik hasrat iss dil dey mitaa janaa
Duniya sey Riyaaz ho jab Uqbaa ki taraf jaana

Daagh-e-gham-e-Ahmad sey seeneh ko sajaa jaana

0 comments:

Post a Comment